01. Aadat Se Majboor Lyrics
Singer: Benny Dayal, Ranveer Singh (Rap)
Song Writer: Amitabh Bhattacharya
Movie Album: Ladies v/s Ricky Bahl
Music Composer: Salim-Sulaiman
Music Label: YRF Music
Starring: Ranveer Singh, Anushka Sharma
Release Date: December 2, 2011
Aadat Se Majboor Lyrics
Bach ke zara zara, shaitaniyan meri
Oh ladies
Oh ladies
Kar ke zara zara beimaniyan meri
Oh ladies
Oh ladies
Karoon seena zori seena zori,
Tumhe hona ho manzoor
Phir dil ki chori, dil ki chori
Hai mera kya kusoor
Kya karoon Oh ladies!
O o Kya karoon oh ladies
Main hoon aadat se majboor (x2)
Huzoor huzoor
Main hoon aadat se majboor (x2)
Main hoon aadat se majboor
Main hoon aadat se majboor
Ae..
Ricky Bahl baby and he%s smooth as silk
Before you blink this cat drinks the milk
You never seen him coming
Keep switching his moves
keep changing his color
Conman baby he is a lover
Cons karne ki hai khujli
Chakma deke he%s out of there quickly
Seena nahi tera Biodata mera
Lipstick se likhna hai mujhe
Har ek haseena ke bank account ke
Debit mein dikhna hai mujhe
Zara jee hajoori jee hajoori
Main karta hoon zroor
Phir dil ki chori dil ki chori
Hai mera kya kusoor
O o Kya karoon oh ladies
Main hoon aadat se majboor
Kya karoon oh ladies
Main hoon aadat se majboor
Huzoor, huzoor main hoon aadat se majboor
Huzoor, huzoor main hoon aadat se majboor
Aadat se majboor
Aadat se majboor
Aadat se majboor
Aankhon ke neeche se kaajal chura loon main
Aisi safai hai meri
Entry hai phoonk si, exit toofan hai
Yeh muh dikhai hai meri
Kholun har tijori har tijori
Haan main toh hoon mashoor
Phir dil ki chori, dil ki chori hai mera kya kusoor
Kya karoon oh ladies
Oo kya karoon oh ladies
Main hoon aadat se majboor (x3)
Huzoor, huzoor main hoon aadat se majboor
Huzoor, huzoor main hoon aadat se majboor
Main hoon aadat se majboor
Main hoon aadat se majboor
Dhokha kha gayi India ki har bandi
I do it for a living call me pakhandi
Sirf cash aur ash mein jung ban.gi
Main hoon munda bada changa lekin neeyat gandi
02. Jazba Lyrics
Singer: Shilpa Rao, Salim Merchant
Song Writer: Amitabh Bhattacharya
Movie Album: Ladies v/s Ricky Bahl
Music Composer: Salim-Sulaiman
Music Label: YRF Music
Jazba Lyrics
Jazba aa..
Kaante rehne de gulaab tod le
Neendo ki tehniyon se khwab tod le
Ho o Kaante rehne de gulaab tod le
Neendo ki tehniyon se khwab tod le
Khwahisho ki hai kahaniya padi
Chun le kahaniya kitaab jod le
Pheeki hai zindagi toh yaara
Padh le dil ka ishaara
Saara badal de nazara
Jo gaa le tu jo gaa le jazba hoye
Jo gaa le tu jo gaa le jazba
Jo gaa le tu jo gaa le jazba hoye
Jo gaa le tu jo gaa le jazba
Jazba aa..
Zara sa zara sa jo gaa le jazba
Zara sa zara sa jo gaa le jazba
Kya karein kya nahi
Khali khayalo mein paseena kya bahana
Behtar hai yehi
Karke dikhane ke tareeke aazmana
Kitne munh utne hi baaton mein tu naa jaana
Dil ki hi tu sun.na dil ko apni sunwa na
Sapno ke pahiyon ko yaara
Speed limit na gawana
Khuli udaano ne pukara
Jo gaa le tu jo gaa le jazba hoye
Jo gaa le tu jo gaa le jazba
Jo gaa le tu jo gaa le jazba hoye
Jo gaa le tu jo gaa le jazba
Jo gaa le jo gaale
Jazbaa aa...
Hey yeah..
Hey yeah..
Thap thapa tu zara
Lazy iraado ki tu sustiyaa chhuda le
Dabdaba hai tera
Raahon ki mushqilon se kushtiyaa lada le
Jo hoga so hoga hone de naa ghabrana
Tu apni koshish mein kanjoosi na kar jaana
Kismat ki lehron pe yaara
Le ke nikal tu shikara
Chamke ga tera bhi sitara
Jo sa zara sa jo gaa le jazba
Jo sa zara sa jo gaa le jazba
Jo sa zara sa jo gaa le jazba
Jo sa zara sa jo gaa le jazba
Jazba aa...
Jo gaa le jo gaa le....
03. Thug Le Lyrics
Singers: Vishal Dadlani, Shweta Pandit
Song Writer: Amitabh Bhattacharya
Movie Album: Ladies v/s Ricky Bahl
Music Composer: Salim-Sulaiman
Music Label: YRF Music
Thug Le Lyrics
Ladkon ki ungli pe naache hai zamana
Oh Ladkon ki ungli pe naache hai zamana
Simple yeh funda hai ladkiyon ko batana
Lute nahi lut jaaye, Jeete nahi pat jaaye
Kudiyaan hai jebon mein rakh le
Kudiyaan nu thug le, thug le
Kudiyaan nu thug le, thug le
Thag le thag le thug le
Kudiyaan nu thug le, thug le
Kudiyaan nu thug le, thug le
Kudiyaan nu thug le, thug le
Thug le, thag le, thug le
Ladkon ko lagta hai easy jeet jaana
Hey
Ladkon ko lagta hai easy jeet jaana
Iss baar unko hara ke hai dikhana
Badi badi haanke hai
Yunhi hawa phaanke hai
Jebe bhari khali hai aqle
Mundeya nu thug le, thug le
Mundeya nu thug le, thug le
Thag le thag le thug le
Mundeya nu thug le, thug le
Mundeya nu thug le, thug le
Mundeya nu thug le, thug le
Thug le, thag le, thug le
Thug le .....
Na na na...
Jitni ghaas daalo, taarife nikaalo
Utne hai inke bhaav badhte hain
Mauka taadte hain chauka maarte hain
Haath pajda do sar pe chdhte hain
Tode inke chaale shey maat de daale
Yeh maza maza le ke chak le
Mundeya nu thug le, thug le
Mundeya nu thug le, thug le
Mundeya nu thug le, thug le
Thag le thag le thug le
Ho Kudiyaan nu thug le, thug le
Kudiyaan nu thug le, thug le
Kudiyaan nu thug le, thug le
Thug le, thag le, thug le
Kudiyaa nu thug le (Hey...)
Mundeya nu thug le (Hey... )
Ho Kudiyaan nu thug le (Hey...)
Mundeya nu Mundeya nu thug le (Hey...)
Kudiyaa nu
Mundeya nu
Kudiyaa nu
Mundeya nu
Thug le..
04. Jigar Da Tukda Lyrics
Singers: Salim Merchant, Shraddha Pandit
Song Writer: Amitabh Bhattacharya
Movie Album: Ladies v/s Ricky Bahl
Music Composer: Salim-Sulaiman
Music Label: YRF Music
Jigar Da Tukda Lyrics
Digi digong dong dong........
Disco te club shub main kee karaan
Baar yaa pub-shub main kee karaan
Ho o... Disco te club-shub main kee karaan
Baar yaa pub-shub main kee karaan
Hadaa toh sada hai wahaan
Hoga re hoga re jahaan
My jigar da tukda haaye
My jigar da tukda
You are my sona-sona mukhda haaye
My jigar da tukda aa
Digi digong dong dong....
Cafe te starbuck main kee karaan
Limo mein le ya truck, main kee karaan (x2)
Saanu te jaana hai wahaan
Hoga re hoga re jahaan
My jigar da tukda haaye
My jigar da tukda
You are my sona-sona mukhda
Haaye! Main jigar da tukda oye
Wish kar da main tenu
Ditch kardi tu mainu
Khudgarzi teri haaye baby (x2)
Yun karke bahana
Aashiq ko latkaana
Not Fair
Not Fair hai jee
Lagta hai cute tu bada
Gaata hai jab dukhda
My jigar da tukda haaye
My jigar da tukda
You are my sona-sona mukhda
Haaye! My jigar da tukda oye
Ho my sona sona mukhda
Gore se chitthe se Punjabi chehre pe
Gucci ka chasma tera
Gore se chitthe se Punjabi chehre pe
Gucci ka chasma tera
Jaise ke lassi ke glass mein Vodka shot
Shot shot shot tabka
Taarife sun ke teri
Munda ye haaye bigda
My jigar da tukda haaye
My kigar da tukda haaye
You are my sona-sona mukhda
Haaye! My jigar da tukda oye
Digi digong dong dong....