Advertisement's:-


Lyrics of Akkad Bakkad

Bansi baje chokaal ki
Yeh flute hai? Ji
Kare na koi bhaid
Arrey chhota bada na phir dekhein
Haye daiyya yeh kya keh diya
Bandh kardein saare chaid, chaid

Shub suhb para pa ..

Chor baazaar toh hai yeh duniya saari, aadey tedhey hain sab ke rules
Chor baazaar toh hai yeh duniya saari, aadey tedhey hain sab ke rules
Jeetay hain apni hi sharton pe hum bhi, apna toh hai bas yeh usool haan haan
Akkad bakkad bambe bo, assi nabbe poore sau
Akkad bakkad bambe bo, assi nabbe poore sau
Sau mein laga dhaaga, chor nikal ke bhaaga
Gili gili ya aa, gili gili ya aa
Gili gili ya aa, billi billi ..
Gili gili ya aa, gili gili ya aa
Gili gili ya aa, billi billi .. (keep going)

Khaate hain hum bhi mehnat ki roti, haathon mein apne hunar hai
Duniya kare toh kamaai hai, hum kya saale cheater hain
Khaate hain hum bhi mehnat ki roti, haathon mein apne hunar hai
Duniya kare toh kamaai hai, hum kya saale cheater hain
Hum kya zamaane se nayaare hain, itne haraami toh saare hain
Hum kya zamaane se nayaare hain, itne haraami toh saare hain
Karte hain kaam aur ho jaate gol
Akkad bakkad bambe bo, assi nabbe poore sau
Akkad bakkad bambe bo, assi nabbe poore sau
Sau mein laga dhaaga, dekh dekh chor nikal ke bhaaga
Gili gili ya aa, gili gili ya aa
Gili gili ya aa, billi billi ..
Gili gili ya aa, gili gili ya aa
Gili gili ya aa, billi billi ..

Paisa jo jaata hai jaayega, yeh kis ka ho ke tika hai
Hum ne toh bas bhaari jaibon ka, bojh halka kiya hai
Paisa jo jaata hai jaayega, yeh kis ka ho ke tika hai
Hum ne toh bas bhaari jaibon ka, bojh halka kiya hai
Paisa jab chal ke aata hai, tere baap ka phir kya jaata hai
Paisa jab chal ke aata hai, tere baap ka phir kya jaata hai
Faltu mein tension nahin lene ka mol
Akkad bakkad bambe bo, assi nabbe poore sau
Akkad bakkad bambe bo, assi nabbe poore sau
Sau mein laga dhaaga, chor nikal ke bhaaga
Gili gili ya aa, gili gili ya aa
Gili gili ya aa, billi billi ..
Gili gili ya aa, gili gili ya aa
Gili gili ya aa, billi billi ..


Lyrics of Maaldaar Ki Jeb

Maaldaar ki jeb, ghareeb ki zindagi aur patang
Katt gayi, aah katt gayi, katt gayi, katt gayi re
Maaldaar ki jeb, ghareeb ki zindagi aur patang
Katt gayi, haan katt gayi, katt gayi, katt gayi re
Upar chidiya sone ki aur neeche baje mrdang
Katt gayi, haan katt gayi, katt gayi, katt gayi re
Maaldaar ki jeb, ghareeb ki zindagi aur patang
Katt gayi, haan katt gayi, katt gayi, katt gayi

Teri zindagi baraf ka gola, choos le beta dhoop badi hai
Raat raat ka honeymoon hai, subah toh sab ki khaat khadi hai
Teri zindagi baraf ka gola, choos le beta dhoop badi hai (gola)
Raat raat ka honeymoon hai, subah toh sab ki khaat khadi hai
Raat ne kitne sapne jode, tode kayi palang
Katt gayi, haan katt gayi, katt gayi, katt gayi re
Maaldaar ki jeb, ghareeb ki zindagi aur patang
Katt gayi, haan katt gayi, katt gayi, katt gayi re

Muft ka chandan, ghis mere nandan, chance mile toh sab ghiste hain
Hukum ka ikka, chidi ki dukki, iss gaddi mein sab piste hain
Haan muft ka chandan, ghis mere nandan, chance mile toh sab ghiste hain
Hukum ka ikka, chidi ki dukki, iss gaddi mein sab piste hain
Woh bhi tang yahaan pe lalla, jis ki chaal dabang
Katt gayi, haan katt gayi, katt gayi, katt gayi re
Maaldaar ki jeb, ghareeb ki zindagi aur patang
Katt gayi, haan katt gayi, katt gayi, katt gayi
Katt gayi, katt gayi haye, katt gayi, katt gayi

Arrey khada muh kya dekh raha hai
Game khatam, chal nikal, samjhe kya




Lyrics of Aa Ja Re Piya

Ga ma pa ga ma ga sa, ga ma pa ga ma ga
Ga ma pa ga ma ga, ga ma pa ga ma ga

Aa ja re piya, jiya jaaye naa
Aa ja re piya, jiya jaaye naa
Sang tode mere peeche aagey re, teri parchaiyaan
Bina dor teri ore piya, mann kicha jaaye haan
Bina dor teri ore piya, mann kicha jaaye haan
Aa ja re piya, jiya jaaye naa
Aa ja re piya

Jee uthi khwaishein, saans li jazbaaton ne
Ab toh jagna shuru, kar diya meri raaton ne
Main ikhatti karta hoon, kehne ko baatein kayi
Par tujhe dekh ho jaati hai, lafz hi laapata
Mujhe hoti khabar tak nahin, aur tu chhal jaaye haan
Aa ja re piya, jiya jaaye naa
Aa ja re piya

Ab ragon mein jo basar hai, woh tera hi asar hai
Phir bhi tu bekhabar hai, o piya
Ab ragon mein jo basar hai, woh tera hi asar hai
Phir bhi tu bekhabar hai, o piya

Kori si zindagi pe rang kuch aise chadte hain
Haath jaise koi, geeli mitti ko gadhte hain
Aadtan hi sahi, badla hai kuch toh kahin
Kabhi toh aankhein bandh kar ke bhi, dikhta hai sab naya
Yun lagey ke jahaan mein nahin, koi apne siwa
Aa ja re piya, jiya jaaye naa
Aa ja re piya





Lyrics of Taan Ke Seena

Karle karle gunah, ucche hisaab na rakh
Nange chehron ki basti mein, tuhi nikaab na rakh
Jismon ke saude hone de, hone de de de de
Insaan ko beetar sone de, sone de
Jismon ke saude hone de
Insaan ko beetar sone de, sone de sone de re
Taan ke seena, ho ja kameena - 4 times

Laalach ki kabhi bhi jo, aazmayish hogi
O hua o ho, laalach ki kabhi bhi jo, aazmayish hogi
Tab laplapati subah ki be rab numayish hogi
Koi di bas panno pe dam todhe ge
Koi di bas panno pe dam todhe ge
Phir na insaan banne ki kuch ghunjhaish hogi
Taan ke seena, ho ja kameena - 4 times

Har mod pe tujhko koi, kumsarf milega
Har mod pe tujhko koi, kumsarf milega
Doondhe se bhi kahin na koi saccha harf milega
Jugnu bann ke kaale saaye chamkenge
Jugnu bann ke kaale saaye chamkenge
Muh se khaali har ik jism barf milega
Taan ke seena, ho ja kameena - 4 times
Kameena, kameena, kameena




Lyrics of Kitni Baatein


Hoti hai, kaisi bhala bebasi
Jaana hai, maine toh bas yeh abhi
Le chali, jaane kahaan zindagi
Kitni baatein, aadhi adhoori
Kitni baatein hain, jo tum se na keh paaya main
Mujhe mili, wahaan wafaa
Jahaan saansein hui hain khafa

Mutthi se paani ki tarah bahi
Umeedein woh teri meri sabhi
Mutthi se paani ki tarah bahi
Umeedein woh teri meri sabhi
Ab yeh manzar hai, sab banjar hai
Kya zameen, kya falak aur kya jahaan
Kitni baatein, aadhi adhoori
Kitni baatein hain, jo tum se na keh paaya main

Lamhe woh aankhon se risne lagey
Yaadon mein sab meri jo thay jamey
Lamhe woh aankhon se risne lagey
Yaadon mein sab meri jo thay jamey
Woh tadapte hain, mujhse ladte hain
Hashar hoga yeh naa tha pataa